Monday, 14 April 2014

Jiya(song) Lyrics - Gunday Movie

Song: Jiya

Singer: Arijit Singh

Lyrics: Irshad Kamil

Music: Sohail Sen

Star Cast: Ranveer Singh, Arjun Kapoor and Priyanka Chopra

Music on: YRF Music




Jiya.. main na jiya
Reza Reza.. mera jiya
Jiya.. main na jiya
Reza Reza.. mera jiya

Main begaana sa
Tha deewana sa
Mujhko teri chaahat ne basa diya

Jiya.. main na jiya
Jiya.. main na jiya
Jiya ha.. main na jiya..

Ho likhun hawaaon pe main
Nainon se naam tera
Ho saaye se main haathon ke
Saaya lun thaam tera

Ishq ka tu haraf
Jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka bane hashiya

Jiya.. main na jiya
Reza Reza.. mera jiya
Jiya.. main na jiya
Main na jiya..

Naina, firozi nehar
Khwaabon ke paani mein ghar
O Aise hoon main tere bin
Sehra ki jaise seharSaans mein tu bhare
Do jahaan se pare
Aake tujhse milun main
Mere sathiyaa..

Jiya.. main na jiya
Reza Reza.. mera jiya
Jiya.. main na jiya
Main na jiya

No comments:

Post a Comment